Tanha jeena sekh

pictures poetry
"Sach hi kaha thaa kise ny tanha jeena seekh,
.
Muhabbat jitni bhi sachi ho sath chor dyti hai.."

Mujhy adha kar kai

shayari pictures
"Mai jisy apni Muhabbat ki ekai samjha,
.
Os ny chor deya mujhy adha kar kai"

Taira Muskurana

sad poetry
"koi pochta hai mujh sy maire zindagi ki qeemat,
.
Mujhy yaad aajata hai Taira halka sa muskurana"

Kise sy judah ho kar

shayari poetry
"Mout sy paihly bhi aik mout hoti hai,
.
Daikho zara tum kise apnai sy judah ho kar"

Kon chahay ga Tumhai?

sad shayari
"Kon chahay ga tumhhy maire tarah,
.
Ab kise sy na Muhabbat karna"

Taire Muhabbat kai Jaam

poetry shayari
"Hamai pata thaa taire muhabbat kai jaam mai zaihar hai,
.
Laiken tairy pilanai mai khuloos itna thaa kai hum tukra na saky"

Muhabbat Hum ny ki hai

Ghalib Poetry
"Hum apnai dard ka shikwa tum sy kaisy karyn,
.
Muhabbat to hum ny ki hai tum to bai qasoor ho.."

Dard ly kar bhi yad karty hai

urdu shayari
"Hum to dard ly kar bhi yaad karty hai,
.
Aur log dard dy kar bhi bhool jaty hain.."

Tum py marty marty

poetry
"Maire mout bhi kya mout hoge,
.
Yonhi mar jaunga aik din,
.
Tum py marty marty…"

Tum kon hoty ho?

shayari
"Kaash kai wo lot ayai mujh sy yai kaihny,
.
Tum kon hoty ho mujh sy bicharnai waly"

Kamal ki Muhabbat

urdu sad shayari
"Kamal ki Muhabbat the os ko hum sy,
.
Achanak hi shorun hove aur bin batayai khatam"

Zamana jeenai nahe daita

urdu sad poetry
"Matalabi banta hun to zameer dayta hai tanai,
.
Mukhlis hota hun to zamana jeenai nahe dyta"

Sab Dukh dard

shayari
"Hum ny socha thaa kai batayaingy sab dukh dard tum ko,
.
.
Par Tum ny to itna bhi na pocha kai Khamosh kyun ho"

Maire Dua ho Tum

Shayari
"Main sochun to,
.
Maira khyaal ho tum,
.
Main mangun to,
.
Maire Dua ho tum…"

Taira hai to kaha hai?

urdu poetry pics
"Kamal ka Tana deya aaj dil ny,
.
Agar koi taira hai to kaha hai?"

Log Deewanai hai Banawat kai

urdu sad shayari
"Log deewanai hai banawat kai,
.
.
Hum kaha jayai saadgi lai kar"

Na neend hai aankho mai

urdu sad poetry
"Na neend hai aankho mai na hi hasrat,
.
.
Kitna sada sa raih gaya hun mai tairy baghair"

Soch kar Muhabbat ki

pictures poetry
"Hum ny to khud sy inteqaat leya,
.
.
Tum ny kya soch kar Muhabbat ki?"

Jaan baqi hai

poetry wallpapers
"yai tum sy kaha kis ny kai bazi haar baithy hum,
.
.
Muhabbat mai lutanai ko abhi to Jaan baqi hai"

Kamzoor nahe

pictures shayari
"Itnai bhi kamzoor nahe,
.
Dohra kar taire baato kabhi hans lyngy,
.
Kabhi ro lyngy"

Dil mai raih kar

shayari wallpapers
"Dil mai raih kar bhi Dil dukhaty ho,
.
.
Apna maqaam daikho aur apnai kam daikho"

Maire Zindagi

Urdu Pictures shayari
"Maire Zindagi ki kitaab mai har khwaab tumhara thaa,
.
Kahani to maire hi thee par Qalam tumhara thaa,
.
Maire zindagi kai afsaanai mai to log bohut sy thy,
.
Par mujh ko jis sy chaht thee wo naam tumhara thaa"

Hum ny kaha bhi thaa mat chaho

Jawad Saqib

"Hum ny kaha bhi thaa mat chaho osy paglo ki tarah,
.
.
Wo maghror ho jayai ga taire Muhabbat ki inteha daikh kar"

Haseen Shayari

urdu shayari pictures

"Aap sy barh kar haseen hota agar koi es dunya mai,
.
.
Hum os ki jaan ly laity Aap ki touheen samjh kar"

Mout ka ilzaam

Jawad Saqib

"Mar kar kise ko apni mout ka kya ilzam daina,
.
.
Yaha satanai waly bhi apnai hai aur dafnanai waly bhi apnai"

Muhabbat ho Tum

urdu poetry pics

"Tum Muhabbat ho maire es leyai tarap raha hun main,
.
.
Agar zin hote to banaho mai hoti"

December Poetry

urdu shayari pics

"Hamai as sard mosam mai taire yadain satati hain,
.
.
Tumhai aihsaas honai tak December bheet jayai ga"
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...